Are you searching for Silsile Tod Gaya Woh Sabhi Jaate Jaate ?
If yes then you are at the right site.
Sad Poetry In Urdu is sharing Ahmed Faraz Ghazal Silsile Tod Gaya Woh Sabhi Jaate Jaate and Dosti Shayari with you. This poetry is dedicated to a very special person.
We are sharing Sad Poetry , Love Poetry , Chai Poetry and also Sad Poetry about life in urdu.
Ahmed Faraz Ghazal Silsile Tod Gaya Woh Sabhi Jaate Jaate
silsile tod gaya woh sabhi jaate jaate
warna itne to marasim the k aate jaate
shikwa-e-zulmat-e-shab se to kahin behtar tha
apne hisse ki koi shama jalate jaate
kitna asaan tha tere hizar mein marna jaana
fir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate
jashan-e-maqtal hi na barpa hua warna hum bhi
paab–zoolan hi sahi naachte gaate jaate
uski woh jaane use paas-e-wafa tha k na tha
tum Faraz apni taraf se to nibhaate jaate
Ahmed Faraz
Ahmed Faraz Ghazal Silsile Tod Gaya Woh Sabhi Jaate Jaate
سلسلے توڑ گیا وہ سبھی جاتے جاتے
ورنہ اتنے تو مراسم تھے کہ آتے جاتے
شکوۂ ظلمت شب سے تو کہیں بہتر تھا
اپنے حصے کی کوئی شمع جلاتے جاتے
کتنا آساں تھا ترے ہجر میں مرنا جاناں
پھر بھی اک عمر لگی جان سے جاتے جاتے
جشن مقتل ہی نہ برپا ہوا ورنہ ہم بھی
پا بجولاں ہی سہی ناچتے گاتے جاتے
اس کی وہ جانے اسے پاس وفا تھا کہ نہ تھا
تم فرازؔ اپنی طرف سے تو نبھاتے جاتے
احمد فراز
If you like our Ahmed Faraz Ghazal Silsile Tod Gaya Woh Sabhi Jaate Jaate then share it with your friends and family and also with your Best person to show your love also share it on Facebook.